Jai Jai Jai bajrangbali ep#45

  • 6 years ago
bajrangbali ke hathh ko dekh sabko aana pada ek saath poora karne unka hatth. woh karna chahte hain akash mein bhraman seekhni hain unko udne ki kala, yeh nahi hain itna aasan lekin pita kesari aur mata anjana ne kiya hain prayaas iss hatth ko poora karne ke liye, aavahan kiya hain unho ne pawan dev ka, saalo ki tapasya se prasana hoke pawan dev ne uthaya yeh beeda ke woh bajrangbali ko denge sheeksha akash mein bhraman karne ki