Chitrakote waterfalls kaise pada chitrakoot se door is waterfalls ka naam. चित्रकोट जलप्रपात कैसे पड़ा छत्तीसगढ़ के इस जलप्रपात का नाम

  • 4 years ago
Chitrakote waterfalls Chhattisgarh ke Bastar jila me Bharat ka bahut bada jalprapaat ya jharana hai. Jo Indravati river par Chitrakote or tiratha village ke beehoveeh sthit hai. Yah poori sal har mausam me alag alag roopon me dikhai deta he. Barsaat mein to yah jharana apne savav par hota hai. Tab yah duniya ke sabse bade horse shoe waterfalls kanada ke Niagara jaisa dikhai deta he iseeliye ise ham Indian Niagara ke naam se jana jata hai.
Aaj main is waterfalls ke naam chitrakote ka rahasya aap logo ko bataunga.

Recommended