bekhudi me sanam_Hasina Maan Jayegi1968_Babita& ShashiKapoor_ Lata_Rafi_Akhtar Romani_Kji-Aji_a tri_

  • 3 years ago
Song: Bekhudi me sanam uth gaye jo qadam..
Movie : Haseena Maan Jaayegi,1968,
Singers: Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi,
Lyricist: Akhtar Romani,
Music Director: Kalyanji Anandji,
Director: Prakash Mehra,
Cast: Shashi Kapoor, Babita, Sapru, Ameeta, Amar, Johny Walker, Manmohan, Naranjan Sharma,
Production Co: Mangatram Films,

Lyrics:-

bekhudi mein sanam uth gaye jo qadam
aa gaye aa gaye
aa gaye paas ham
aa gaye paas ham
bekhudi mein sanam uth gaye jo qadam
bekhudi mein sanam uth gaye jo qadam
aa gaye aa gaye
aa gaye paas ham
aa gaye paas ham
ho bekhudi mein sanam uth gaye jo qadam
aa gaye aa gaye
aa gaye paas ham
aa gaye paas ham
bekhudi mein sanam uth gaye jo qadam
aag ye kaisi man mein lagi hai
man se badi to tan mein lagi hai
aag nahin ye dil ki lagi hai
jitni bujhaayi utni jali hai
dil ki lagi naa ho to kyaa zindagi hai
saath ham jo chale mit gaye faasle
aa gaye aa gaye
aa gaye paas ham
aa gaye paas ham
bekhudi mein sanam uth gaye jo qadam
khoyi nazar thi soye nazaare
dekhaa tumhen to jaage ye saare
dil ne kiye jo dil ko ishaare
mil ke chale ham saath tumhaare
aaj khushi se meraa dil ye pukaare
teraa daaman milaa pyaar meraa khilaa
aa gaye aa gaye
aa gaye paas ham
aa gaye paas ham
bekhudi mein sanam uth gaye jo qadam
dil ki kahaani pahunchi zubaan tak
kisko khabar ab pahunche kahaan tak
pyaar ke raahi aaye yahaan tak
jaayenge dil ki hadd hai jahaan tak
tum saath do to chalen ham aasmaan tak
dil mein armaan liye laakhon toofaan liye
aa gaye aa gaye
aa gaye paas ham
aa gaye paas ham
bekhudi mein sanam uth gaye jo qadam
bekhudi mein sanam uth gaye jo qadam
bekhudi mein sanam uth gaye jo qadam..


Haseena Maan Jayegi is a 1968 Hindi movie directed by Prakash Mehra. The film stars Shashi Kapoor, Babita, Ameeta, Yunus Parvez and Johnny Walker. The film's music, composed by Kalyanji Anandji has songs which are quite memorable, with the melodious Lata-Rafi duet 'Bekhudi Mein Sanam' being the most popular of them all.

Prakash Mehra made his debut with "Haseena Maan Jayegi" (HMJ) in 1968.

Storyline :-

Indian Army Officer, Kamal (Shashi Kapoor), and Archana (Babita) get married but shortly thereafter he is called to the front as war has broken out. Once there, he meets with Rakesh - his look-alike - who plans to kill Kamal and take his place, but Kamal resists and emerges as the winner. To escape prosecution/court martial, he runs from the front and returns home. Army personnel think Rakesh has become a deserter and also think that Kamal is missing in action and believed dead. The army personnel notify Archana, who is thrown in a dilemma, is it Rakesh or Kamal that she has been spending time with? Written by rAjOo

Plot :-

Shashi Kapoor essaying a double role -- of a straightforward, studious Kamal and his look-alike, the rakish Rakesh, who aspires for the same lady, Babita as Archana, who is to marry Kamal. Kapoor displays panache and élan in both roles, with his dashing and debonair looks, which endowed him with a great screen presence, although

Recommended